Skip to main content

Lockdown May Bus Pass Kaise Apply Kare! Full Process in Hindi



Ridlr App Link - https://play.google.com/store/apps/de... Ridlr Mobile Bus Pass Ki Zaruri Baatein. 01) - Ye Pass Students, Blind, Senior Citizen or Children ke liye nahi hai. 02) - Agar aapka Pass expire hota hai. Toh aap oosi din oose renew karke travel kar sakte ho. 03) - Jo sabse zaruri hai. Ki ye pass Sirf aap apne hee mobile may use kar sakte ho kisi dusre mobile nahi. 04) - Agar Ek baar apne Bus Pass Purchase kar liya toh aapka Money refund nahi hoga. 05) - Jabbhi aap travel karoge ye pass aapko conductor ko batane hai. Or oose kehna hai. Ki ye pass hai. Saat hee apna Net on karna mat bhuliyega warna pass show nahi hoga. 06) - Pass ke neeche jo validate ka option hai. Uspar click karke aapko jo token number milega oose aapko conductor ko batana hai. Ab ye zaruri bhi nahi hai. Aap Sirf pass Bata do tobhi chalega but ye pass hai. Jante hue bhi conductor token manga jo ki wo mangega nahi but kisi conductor ne mangliya toh validate pe click karke oose bata dena warna zarurat nahi hai. Kk isbaare chinta karne ki zarurat nahi. Ab aage. 07) - Paper ticket lene ki zarurat nahi hai. Agar aapka Pass expire nahi hua hai toh. 08) - Agar aapke Pass Mobile Bus Pass hai. Magar Mobile Switch off hai. Toh aise samay pe aapko ticket kharidna hoga. 09 - Jo ki last point hai. Or sabse zaruri bhi hai. Ki agar aapko kisi bhi chiz ki jaankari chaiye toh aap hamare Helpline number par call kar sakte hai jo hai - 18001213233 Subah 8 baje se Raat ke 9 baje tak, Monday to Saturday ya Phir aap hame Email bhi kar sakte ho jo hai - support@ridlr.in

Comments